Kya Google Adsense me participate karne se hamare website ke site rank me koi fark parta hai??????

Mere pyare dosto, kuch log yeh sochte hai ki Google Adsense me participate karne se unke website ke site rank me fark parta hai. Yeh bilcul galat baat hai.Google Adsense me participate karne se apke website ke site rank me 1% ka bhi fark nahi parta hai.

100% free mind hokar aap Google Adsense ke liye apply kare.Google me site ranking ke liye alag technology bani hui hai jo apna kaam karti hai usko Adsense se koi matlab nahi hota hai. Kuch log 
aisa sochte hai ki apne website per Google Ads placed karne se unke website ka site ranking kharab hota hai lekin yeh baat bilcul 100% andhbiswaas ka naitja hai. Isme 1% bhi sacchai nahi hai.


Website ka ranking karne ke alag Google-bot work karte hai jinka Adsense se koi matlab nahi hota hai.Please free mind hokar aap Google Adsense ke liye apply kijiye.


-----------

ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE

MY INCOME PROOF YAHA CLICK KARE

ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE

LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE

APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

WIN FREE ADSENSE DVD YAHA CLICK KARE

CHECK CUSTOMER TESTINOMIALS YAHA CLICK KARE

No comments:

Post a Comment