Kya hum Apne Adsense payment ko temporarily hold per rakh sakte hai???????

Mere pyare dosto, Kabhi kabhi hamare saamne aise majboori aa jaata hai ki hame apne Google Adsense payment ko HOLD per rakhna parta hai.

Hold per rakhne ka matlab yeh hota hai ki abhi aap Google Adsense ko payment send karne ke liye mana kar rahe hai.Agar aap apne google Adsense payment ko hold per rakhna chahte hai to aap apna desire amount choose kar sakte.Apka income jaise hi apke desire amount ko touch karega Google adsense apko payment send kar dega.


Google Adsense payment ko hold per rakhne ke liye apko apne Adsense payment ka Threshold ko increase karna parta hai. Aap apna payment Threshold kitna amount bhi set kar sakte hai.Jaise hi apka Adsene payment apke desire threshold ko touch karega Google Adsense apko payment send kar deta hai.

Apne Google Adsense payment per hold rakhne ke liye niche diye gaye steps follow kare : -

1) sabse pehle right side me uper diye gaye GEAR button ko click kare.

2) Uske baad Payment ko select kare.

3) "payment setting" me jakar option "edit selfhold" ko click kare

4) uske baad Apply button ko click kar de.

Agar apko apne kisi bhi month ka payment hold per rakhna hai to yaad rakhiye 15 tarikh se pehel yeh kaam kar le.Agar aap kisi bhi month me 15 din ke baad hold karege to wo agle month ke liye applicable hoga.Yaad rakhiye aap apne Adsense payment per 1 year se jyada ka HOLD nahi rakh sakte hai.


tag : how to hold adsense payment, what is hold in adsense account, hold my adsense payment,what is the procedure for adsense payment hold,what is threshold, threshold limit on Google Adsense, google Adsense best program

-----------

ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE

MY INCOME PROOF YAHA CLICK KARE

ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE

LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE

APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

WIN FREE ADSENSE DVD YAHA CLICK KARE

CHECK CUSTOMER TESTINOMIALS YAHA CLICK KARE

No comments:

Post a Comment