Add kiye gaye user ke Access level ko change kaise kare ?

Add kiye gaye user ke Access level ko change kaise kare ?Dosto, Jis user ko aapne apne adsense account me add kiya hua hai agar aap uska access level change karna chahte hai to niche diye gaye intruction ko follow kare : - 

1) Adsense account me login kare
2) Gear icon ko click kare aur setting me jaaye
3) sidebar me "access aur authorization" ko click kar ke "user management" me jaaye
4) User ka access level change karne ke liye 
a) agar aap user ko Administrator authority dena chahte hai to "Administrator" ke saamne ke check box ko click kare
b) Agar aap user standard user ka authority dena chahte hai to "Administrator" ke saamne ke check box ko unchecked kar de.


Jo bhi changes aap karege uska notification user ko Email ke dwara mil jaata hai.

-----------

ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE

ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE

ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE

LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE

APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

tag : adsense user access level, how to give access level to adsense user, how to add access level to adsense user, how to change access level for adsense user, how to remove access level for adsense user, learn about access level of adsense accouunt, video tutorial about access level of adsense account

No comments:

Post a Comment