Apne Adsense account se Add kiye gaye user ko remove kaise kare?

Apne Adsense account se Add kiye gaye user ko remove kaise kare?Dosto,agar apne apne Adsense account me kisi user ko add kiya hua hai aur ab aap usko apne adsense account access karne se rokna chahte ho to aap usko easily remove kar sakte ho.Iske liye niche diye gaye instruction ko follow kare : - 

1) apne adsense account me login kare
2) Gear icon ko click kare aur setting me jaaye
3) sidebar me " access and authorization" option ko click kare aur "user management" ko select kare
4) Jis user ko apko remove karna hai uske saamne ke "x" sign ko click kare.Iske baad user ko ek notification mail milega aur uska details apke adsense account se remove ho jaayega.



-----------

ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE

ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE

ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE

LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE

APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

tag : how to remove user from adsense account, how to remove user adsense account, how to revoke access from user in adsense account, learn about removing user from adsense account,removing user from adsense account,

No comments:

Post a Comment