Kya Google Hamare site ke baare me infomation collect karta hai?

Kya Google Hamare site ke baare me infomation collect karta hai?Haan ji bilcul jo bhi inforamation hum apne google account ke jariye dete hai usko Google securely collect karta hai.Iske sath hi Google ke crawler bhi hamare site ko periodically Crawling karte hai taaki hamare site content ke relevant google ads ko hamare website per display kar sake.

Yahi nahi jab koi visitors hamare website per visit karta hai to google uss se related information ko bhi collecte karta hai.for example niche me kuch example de raha hu : - 


1) User hamare website ki kisi bhaag me visit karta hai
2) User kisi contry aur city se belong karta hai
3) user website ke kisi page ko visit karta hai
4) User kitne duration tak hamare website per visit karta hai

Yeh saare information jo Google collect karta hai uske help se Google ko apke website content ke relevant Google ads show karne me help milti hai.

-----------

ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE

ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE

ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE

LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE

APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE


No comments:

Post a Comment