Kya Ab Google Adsense Hindi ko bhi support karta hai??????

Kya Ab Google Adsense Hindi ko bhi support karta hai??????Dosto, Apko jaan kar bahut khushi hogi ki ab Google adsense hindi ko bhi support karta hai.Agar apka website Hindi me hai to aap bhi apne website se Google Adsense ke liye apply kar sakte hai.niche diye gayae baato ka dhyaan rakhe : - 

1) Google Adsense me apply karne se pehel yeh sunischit kar le ki apka website sabhi tarah se Google adsense policy ko follow karta hai.


2) Hindi website ke dwara aap Google adsense ke liye apply kare.

3) Agar apka Adsense application approved ho jaata hai to aap apne Hindi website per Adsense codes place kar sakte hai.

Jab aap Google Adsense ke liye online form submit karte hai tabhi aap apne site's language ke baare me bata sakte hai.Agar apke website per multiple language available hai phir bhi Google Adsense ussi language ke Ads apke website per show karega jo language aapne Google Adsense online application me daala hua tha pehle.

Dhyaan rakhiye kisi bhi aise language waale website per aap Google ads code nahi placed kar sakte jisko Google Adsense support nahi karta ho.

Maine uper ek image diya hai usme aap check kar sakte hai ki abhi presently Google Adsense kaun-kaun se Language ko support karta hai.

-----------

ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE

ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE

MY INCOME PROOF YAHA CLICK KARE

ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE

LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE

APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

tag : what language adsense support presently, what is language support in google adsense,is my website language appropriate for google adsense,how to select language for google adsense, how can i select language for my website at the time of google adsense online application,How to get google adsense hindi training, learn google adsense in hindi and english, google adsense video tutorial in hindi,free video tutorial in hindi about google adsense, learn google adsense with Abhishek Anand

No comments:

Post a Comment