Publisher Question : - Maine jab youtube analytic ko check kiya to
Estimated earning show ho raha hai lekin jab maine apne Adsense account me
login kiya to waha per earning show nahi ho raha hai.Aisa kyu ho raha hai????
Answer by Abhishek Anand : - Sabse pehle aap jaan lijiye ki Adsense
account me youtube ke estimated earning ko show nahi kiiya jaata hai.Adsense
account me youtube ke finalized earning ko show kiya jaata hai wo bhi month ke
end me.for example : - Agar apne May me youtube se earning kiya hai to apka
finalized earning 10 june se 15 june ke bich show hoga.Youtube ka earning check
karne ke liye aap youtube analytice section ka use kar sakte hai.
-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : estimated earning showing in youtube analytic but not in adsense account, Adsense earning related problem, resolve adsense earning related problem, how to resolve adsense earning related problem,how to resolve youtube earning related problem
No comments:
Post a Comment