Publisher Question : - Maine youtube ke madhyam se apna
Adsense account create kiya hai.Pehle 2 dino me mere video ko bahut saare logo
ne view kiya hai lekin ab 3 din ho chuke hai koi bhi view nahi aa raha hai aur
mere video me ads bhi show nahi ho raha hai.
Answer by Abhishek Anand – Ek baar aap phir se check kar
lijiye ki apka video sahi tarike se monetize hai ya nahi aur uske saamne dollar
ka sign aa raha hai ya nahi.Aap apne video per Google ads nahi dekh paa rahe
hai iska matlab yeh nahi hai ki apke viewer bhi nahi dekh paa rahe hai.Yeh koi
jaruri nahi hai ki apke video ke sabhi view per Ads show ho.Apke video per
kitna ads show hote hai iske poori jaankari ke liye aap Youtube Analytic
section ka use kijiye waha per apko saara information mil jaayega.
Agar apka
video monetize hai to waha per Ads jarur show hoga.Iske liye aap tension naa
le.-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : youtube video no views,no views in youtube videos after 2 days, google Adsense hindi traininig with Abhishek
No comments:
Post a Comment