Publisher Question : - Maine Adsense ke liye apply kiya tha
aur apply karte samay maine
apne blog website ko submit kiya tha lekin kisi reason se wo reject ho gaya.Main
ab apne blog website ko change karna chahta hu lekin waha change karne ka
option nahi aa raha hai.Main ab kya karu???????
Answer by Abhishek Anand – Apke pass yaha 2 tarika hai : -
1) aapne jo blog website submit kiya hai Adsense application
me usme hi kuch modification kare taaki apka Adsense application approved ho
jaaye.Aisa tabhi hoga jab apka blog website Adsense ke saare policy se comply
karega.
2) Agar aap Adsense application me diye gaye blog website ko
change karna chahte hai to apka dusre gmail id se phir se Adsense ke liye apply
karna hoga kyuki ek baar jab aap adsense application me koi blog website submit
kar dete ho to usko aap change nahi kar sakte ho.Iske liye apko naye email id
se phir se Adsense ke liye apply karna hota hai.
-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : how to change blog address in adsense application,step to change blog website in adsense application, video tutorial about changing blog address in adsense application, how to change website in adsense application,step to change website address in Adsense application
No comments:
Post a Comment