Answer by Abhishek
Anand – Google Adsense me jo earning current aap dekhte hai wo apka estimated
earning hota hai jo month ke last me finalized kar diya jaata hai aur aap month
ke last me finalized earning dekh paate hai.Finalized earning hi apko payment
ke roop diya jaata hai.Estimated earnig jo aap apne Adsense account me dekhte
hai usme kuch earning invalid tariko se bhi hota hai jisko month ke last me
detect karke apke earning me se deduct kar diya jaata hai aur uske baad jo
earning bach jaata hai usko finalized earning kaha jaata hai aur sahi samay per
finalized earning ko apke account me ya other method se apko pay kar diya jaata
hai.
-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : what is google adsense finalized earninig, what do mean by finalized earning in google adsense
No comments:
Post a Comment