Question-Mere pass Adsense account hai jo mujhe youtube se apply karne per mila hai.Jab main apne adsense account ko apne blog se associate karna chahta hu to message milta hai “ your blog doesn’t currently qualify for Adsense”. Mujhe samajh me nahi aa raha hai ki ab main kya karu?????

Answer by Abhishek Anand : - Apne Adsense account youtube ke dwara liya hai isliye yeh presently Youtube ke liye work kar raha hai.Apka blog mere khyaal se abhi kaphi new hai aur isme content ki bahut jyada kami hai.Sabse pehle aap apne blog website me content ke kami ko poora kijiye aur kam se kam 6 month ka wait kijiye aur apne website ke traffic per dhyaan dijiye.Abhi apka adsense account hosted account hai.Agar aap apne Adsense account ko fully upgrade karna chahte hai to apko top level domain ke dwara hi karna hoga.Mere khyaal se abhi apko wait karna chahiye aur apne blog website per 30-50 unique content post karne chahiye.


-----------

ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE

ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE

ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE

LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE

APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE


No comments:

Post a Comment