Publisher
question-Mere pass ek blog hai aur maine apna
Adsense account bhi create kiya hai.Jab maine
apne blog se Adsense ko associate karna chahta hu to likha hua aa raha hai –
“your website is not eligible”. Main isko kaise fix karu?
Answer by Abhishek
Anand – Sabse pehle main apko bata du ki yeh koi error message nahi hai.Apke
blog ko adsense se associate karne ke liye apka blog kam se kam 6 month old
hona chahiye aur isme kam se kam 30-50 uniqe article ya post hone chahiye jisko
apne khud se likha hai.Sath hi apka website ya blog Adsense ke sabhi policy se
comply karna chahiye.Uske baad hi aap apne blog ko Adsense account se associate
ya apply kar paayege.
-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag - blog and adsense association,blog adsense association,how to associate blog with Adsense,blog and adsense association problem
No comments:
Post a Comment