Publisher Question –
Main apne youtube video per Google Ads share kar ke paisa kamana chahta hu.Main
confused hu abhi tak mujhe payment nahi mila hai.Mujhe kya karna chahiye ????
Answer by Abhishek
Anand - Agar aap apne youtube video ko
monetize karna chahte hai to aap youtube ke monetization page per jakar apply
kar sakteh hai.Agar apke pass Adsense account hai to aap apne present Adsense
account ko apne youtube channel se associate kar sakte hai ya phir aap naye
Adsense account ke liye apply kar sakte hai.
Uske baad jab apko approval mil
jaayega to aap apne youtube video ke Madhya se paisa kama sakte hai aur apka
payment Adsense ke dwara apke bank account me apke country ke according send
kar diya jaata hai automatically.-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
No comments:
Post a Comment