Publisher Question - Automatic Payment Declined

Explanation – Jab maine apna Adsense account open kiya to mujhe message mila “Automatic Payment is declined”.Ab mujhe kya karna chahiye?Kya wo log phir se mujhe payment send karne ka kosis karege?Main India se belong karta hu aur maine wire transfer payment method choose kiya hai.


Answer by Abhishek Anand – Dear friend , India me Wire transfer se hi payment kiya jaata hai sabhi publishers ko.Agar apko “Automatic payment declined” ka message mil raha hai to iska matlab hai ki aapne apne bank account details ko galat fill-up kiya hua hai.ya phir yeh bhi ho sakta hai ki apka bank wire transfer accept nahi karta ho.Ek baar apne bank se jarur contact kijiye iske liye.Agar apko bank account details fill-up karne se related koi confusion hai to pehle hi aap usko clear kijiye.


-----------

ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE

ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE

ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE

LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE

APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

tag : what do you mean by automatic payment declined in adsense, google adsense hindi training, why my payment is declined by adsense, how to resolved automatic payment declined problem in adsense,google adsense hindi training in patna

No comments:

Post a Comment