Explanation
: - Kuch din pehle mujhe Google Adsense se message mila tha ki main apne
website per Hindi Google ads show kar sakta hu.Mere website per jyadatar traffic
India se hi aata hai isliye main chahta hu ki mere website Hindi Google ads
display ho.Mujhe pata nahi hai ki kaise main apne website per Hindi Ad unit
laga sakta hu.please help kare.
Answer by
Abhishek Anand – Dear friend, Agar aap apne website per Hindi Google ads show
karna chahte hai to iske liye apko alag se effort lagaane ki koi jarurat nahi
hai.Agar apke website ka content Hindi me hoga to apne aap aapke website per
Hindi google ads show hona start ho jaayega.yeh sab automatically hota hai iske
liye apko alag se Adsense unit daalne ka jarurat nahi hai.Agar apka website
content Hindi language me hoga to khud hi Adsense crawler usko samajh leta hai
aur uske anusaar apke website per Google Ads show karwaata hai.
-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag - how to display hindi ads on my website, how to show hindi google ads on website,website google hindi ads, what is hindi google ads, step to show hindi google ads on website, videi tutorial about hindi google ads, full information about hind google ads
No comments:
Post a Comment