Explanation – Maine
apna Adsense account cancel kiya hai kyuki maine abhi apna country change kiya
hai aur main ab US me aa gaya hu.Ab jab main Adsense ke liye sign-up karta hu
to mujhe baar baar support.googl.com help site per redirect kar diya jaata
hai.Aisa kyu ho raha hai?
Answer by Abhishek
Anand – Dear friend, Ab apko Adsense ke liye naya application naye google
Account se karna chahiye matlab ab apko naye gmail id se Adsense ke liye apply
karna chahiye jo aapne pehle kabhi use nahi kiya ho.
Aapko yeh bhi pata
hona chahiye ki agar aap ab US country me ho to apke pass specific Visa bhi
hona chahiye.Bina Visa ke apko TIN nahi milega aur aap apne tax information ko
update nahi kar paaoge aur bina tax information update kiye apko payment bhi
nahi mil paayega.Agar aap US me rehte ho to yeh saare kaam pehle apko complete
karne hoge.Agar apke pass work Visa hai to tab to koi baat nahi hai.Aap Adsense
ke sath earning kar sakte ho.
-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : Adsense country change issue,how can i change my country in adsense account,After changing my country what i have to do with my adsense account, google adsense training in india, google adsense hindi training with Abhiishek Anand
No comments:
Post a Comment