Explanation : - Mere pass youtube se approved Adsense
account hai.Maine 30 din ke baad apne Adsense account me login kiya lekin
balance $0 bata raha hai.Kyu?
Answer by Abhishek Anand – Dear friend, sabse pehle aap yeh
jaan lijiye ki youtube se earning tabhi hoga jab log apke video ko watch karege
aur video me aa rahe ads ko watch karege.Iske liye Apke pass aise youtube video
hone chahiye jisko watch karne me log interested ho.Dusri baat youtube me jo
bhi earning aap karte hai wo month ke last me finalized hone ke baad hi apke
Adsense account me dikhaai parta hai.Agar aap apne youtube ka estimated earning
dekhna chahte hai to iske liye aap Youtube analytic section me jakar dekh sakte
hai.Adsense account me youtube estimated earning show nahi hota hai keval
finalized earning month ke last me show hota hai.
-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : after 30 days my youtube earning is $0,youtube earning $0, google adsense earning,google adsense hindi training with Abhishek Anand
No comments:
Post a Comment