Answer by Abhishek Anand – Dear friend apne youtube ke
madhyam se Adsense ke liye apply kiya hai aur apke pass youtube ke dwara mila
Adsense ka hosted account hai.Agar aap Adsense ads ko apne blog per show karna
chahte ho to iske sabse pehle apko apne adsense account ko upgrade karna
hoga.Iske liye apko apna top level domain ko Adsense me submit karna hoga.Agar
apko approval mil jaata hai to uske baad aap Adsense ad code ko apne blog
website per placed kar sakte ho.Adsense Ad code placed karne ke baad apka blog
review ke 2nd stage me chala jaayega aur review process khatam hone
ke baad apke blog website per Google Ads appear hona start ho jaayega.
-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : if i have approved adsense account can i placed adsense ad code in my blog,placing adsense ad code in blog,google adsense hindi tutorial
No comments:
Post a Comment