Pulisher Question-Maine New Adsense account create kiya hai.Abhi 12 hours pehle maine apne blogger blog per Ad code placed kiya hai lekin abhi tak mere blog per Google ads show nahi ho raha hai.kyu?

Answer by Abhishek Anand – Dear friend sabse pehle yaad rakhiye jab  aap apne website ya blog per Adsense ad code placed karte hai to Google Ads appear hone me 48 hours ya uss se jyada bhi lag sakta hai.Adsense ad code placed karne ke baad apke website or blog review ke 2nd phase me chala jaata hai.Agar apka website ya blog Adsense ke saare policy se comply karta hai to uske baad apke website ya blog per google ads appear hona start ho jaata hai.Mere khyaal se apko abhi wait karna chahiye.


-----------

ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE

ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE

ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE

LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE

APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

tag : Adsense ads,adsense ads disappear,hosted adsense account, google Adsense video training

No comments:

Post a Comment