Dosto jab aap apne youtube channel ke Madhyam se apne video
ko monetize karte ho to iss procedure ko youtube partnership program kaha jaata
hai.Youtube partner banne ke liye apko apne youtube channel se apply karna
parta hai.Iskee liye Apka age 18 hona chahiye aur aap youtube ke verified
member hone chahiye.Youtube partner banne ke baad apke videos per Google ads
appear hona start ho jaata hai aur jab jab log ads ko watch karte hai apko
earning hote rehta hai.
Youtube se hue payment ko mangwaane ke liye apko Adsense ke
liye apply karna parta hai.Adsense ke madhyam se hi apko youtube se kiya gaya
earning amount receive hota hai.Jaise hi apka Adsense earning $100 hota hai
Google company apko wire transfer ke dwara payment apke bank account me
transfer kar deti hai.
Agar aap bhi youtube ke madhyam se paisa kamana chahte hai
to mera Google Adsense hindi Trainig DVD apka kaphi help kar sakta hai.
-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : what is youtube partnership program, how to join youtube partnership program, how to participate in youtube partner program,fee for youtube partner program,joining free in youtube partner program,how to apply for youtube partner program,how to earn with youtube partner program,step to join youtube program,how to enable ads for youtube partner program
No comments:
Post a Comment