Dear friends, Jo
website publisher abhi presently Adsense me kaam kar rahe hai unke sites ko
Adsense sites kaha jaata hai.Agar aap ek Advertiser hai aur adsense sites per
apna product Google Ads ke madhyam se promote karna chahte hai to iske liye
liye apko Google Adwords ka help lena parta hai.Sabse pehle aap apne liye ek
Google Account create kare aur uske baad aap Google ke Adwords me login
kare.Adwords me apko bahut saare tools available hai jiske madad se aap apne
product ka ad create kar sakte hai.Jab aap apna ad create kar lete hai to uske
baad Google apke ad ko publisher sites per deliver kar deta hai.
Jab jab apke ad
ko visitor ke dwara click kiya jaata hai to apko charge kiya jaata hai aur uske
badle apko Google ko kuch amount pay karna parta hai jo apke Adword account
balance se deduct hota rehta hai.Jab apka Adword balance khatam ho jaata hai to
phir se aap apne liye Google Adword account me balance le sakte hai lekin iske
balde aapko Google ko amount pay karna hota hai.Yahi process baar baar chalta
hai aur apka product Google ads ke madhyam se different publisher ke websites
per promote hote rehta hai.-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : how to advertise on adsense sites, what is adsense sites,how to promote adsense sites, how adwords ads placed on adsense sites,google adsense hindi tutorials, step to advertiser on adsense sites
No comments:
Post a Comment