Joint Adsense account ko share kaise kare?

Joint Adsense account ko share kaise kare?Aap apne Adsense account ko dusre logo ke sath share kar sakte ho for example – business partners, employees , friends aur family. Jiske sath bhi aap apne adsense account ko share karte ho unko aap 2 type ke access level bhi provide karte ho. Jin logo ko aap adsense account ka access power dete ho wo aapke account ko run karte hai aur dusre users ko mange karte hai lekin yeh depend karte hai ki aapne kis level ka access unko provide kiya hai.Aap kabhi bhi unse adsense account ka access wapas le sakte ho.


Adsense account me multiple payeen name aap nahi de sakte ho.yeh permitted nahi hai.Abhi presently adsense account me payee name keval individual ya company name hi hota hai aur saara account earning unke naam per pay kiya jaata hai.


Aap kisi bhi single website per ek se jyada adsense account ke adsense ad code ko daal sakte ho lekin aapka website adsense ke saare program policy ko comply karna chahiye.

-----------

ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE

ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE

ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE

LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE

APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

tag  : how to share google adsense account, share google adsense account,standaed and administrator adsense account,two level of adsense account sharing - standard and administrator,there is two type of adsense user - standard and administrator user,google adsense hindi tutorials,adsense hindi training in patna,adsense hindi training in India

No comments:

Post a Comment