Dosto ,Adsense
account me jo user hum add karte hai unko kabhi
bhi phir se hum remove bhi kar
sakte hai.Agar add kiye gaye users se hame access ko revoke karna hai uske liye
niche diye gaye steps follow kare : -
a) Adsense account
me Sign in kare
b) Gear icon ko
click kare aur setting me jaaye
c) sidebar me
“access and authorization” ko click kare aur “user management” ko select kare
d) user ke baad diye
gaye “x” button ko click kare jisko aapko remove karna hai.Uske baad user ko ek
notification mail jaayega aur uska details hamesha ke liye list me se remove ho
jaayega.
Jab aap kisi user ya
administrator ko apne adsense account se remove karte ho to uske baad wo aapke
Adsense account ko access nahi kar paayega.Phir baad me bhi agar aap chaho to
usko dobara add kar sakte ho.
-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : how to remove user from adsense account,remove user adsense account,
No comments:
Post a Comment