Publisher question -
Generally mere Adsense account me har month ke 21th taarikh ko “payment in
progress” likha hua aa jaata hai aur 1-2 din ke baad payment mere bank account
me aa jaata hai.Lekin iss month me abhi bhi message show ho raha hai “Automatic
payment in progress” aur aisa 5 din se likha hua aara hai lekin abhi tak
payment mere bank account me nahi pahucha hai.
Answer by Abhishek Anand – Dear don’t worry.Tension waali
koi baat nahi hai.Jab apka payment Adsense se transferred kiya jaata hai to kam
se kam 1 week apke bank account me aane me lag sakta hai.kabhi-kabhi payment
jaldi aa jaata hai.Abhi keval 5 din hue hai abhi apko 2 din aur wait karna
chahiye.Mujhe biswas hai ki apka Adsense payment 2 din me apko mil jaayega.
Apka payment schedule bank holiday per bhi depend karta hai.
Apka payment schedule bank holiday per bhi depend karta hai.
-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : adsense payment time,Adsense payment schedule,Adsense payment schedule countrywise,google adsense hindi training with Abhishek anand, When my payment come from Adsense
No comments:
Post a Comment