Answer by Abhishek Anand – Yaad rakhiye youtube se payment
lene liye apke pass ek Adsense account hona jaruri hai jo apke youtube se
Associate hona chahiye.Apka youtube payment Adsense ke madhyam se hi milta
Hai.Adsense account me aap apne youtube channel ka estimated earning nahi dekh
sakte hai waha keval month ke end me finalized earning hi aap dekh sakte
hai.Agar aap youtube ka estimated earning dekhna chahte hai to aap youtube
analytic section me dekh sakte hai.Youtube se jo bhi earning apne kiya hai wo
10th se 15th ke bich har month apke Adsense account me
credit ho jaata hai.
Jis month me bhi apka total earning $100 ho jaata hai uske
next month me apko payment Google Adsense dwara transfer kar diya jata
hai.India me Google Adsense wire transfer ke dwara apke bank account me fund
transfer kar deti hai.Google Adsense apka payment 22th se 28th ke
bich har month me transfer kar deti hai.Iske liye apka bank account details
apko apne Adsense account me add kar ke rakhna chahiye.-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : youtube adsense payment , youtube payment schedule,what is youtube adsense payment schedule
No comments:
Post a Comment