Answer by Abhishek Anand – Haan dear aap blogger blog se
Adsense ke liye apply kar sakte hai.Iske liye kam se kam apka age 18 hona
chahiye aur apka blog kam se kam 6 month purana hona chahiye.Iske sath hi apke
blog website per acche traffic hona chahiye.kam se kam apke blog per 30-50
Unique articles hone chahiye jo logo ke liye helpful ho.Unique article ka
matlab hai ki article apke khud ke shabdo me likha hona chahiye naa ki
copy/paste.
Google Adsense ke kuch basic policy hai jiske dwara Google
Adsense decide karta hai ki apka blog Adsense ke liye suitable hai ya nahi.Agar
apka blog Adsense ke liye suitable hoga to jarur apko approval mil jaayega aur aap
Adsense se unlimited earning kar paayege.
-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
No comments:
Post a Comment