Answer by Abhishek Anand – Aisa koi rule nahi hai ki
apka youtube me 1 video se falaana income hoga to 2 video se falaana income
hoga.Youtube me aap kitne bhi video add kar sakte hai.Youtube me apke video per
ads chalte hai jiske chalte apko earning hota hai.Jo log bhi apke video ko
watch karte hai aur waha per jab bhi add aata hai to uske watch karne se apko
earning hoti hai.Agar apka video kaphi accha hai aur bahut saare log isko watch
karte hai to apko jyada earning hone ka possibility hota hai.Jitne jyada log
watch karege utna jyada log ads ko dekh paayege aur utna jyada apke earning ho
sakta hai.Apko hamesha acche video banane chahiye taaki jyada se jyada log usko
watch kare aur apka earning jyada ho.Youtube earning apke video per aa rahe ads
ko watch karne per depend karta hai.Jitna jyada ads watch hoga utna jyada apka
earning hoga.
-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : how much earn from youtube one video, youtube video earning limit,
No comments:
Post a Comment