Google Adsense me Ads ke click hone ke chances bahut jyada kyu hote hai?

Dear friend, Waise to bahut saare Ads network hai lekin Google Adsense ads ke click hone ke chances bahut jyada hote hai.Actually jab aap apne website per Google Ads ko daalte hai to website per jo ads appear hote hai wo bilcul apke website content se related hote hai isliye uske click hone ke chances increase ho jaate hai.For example : - maan lijiye apke pass Car se related ek website hai jis per aapne google ads placed kiya hua hai.Aap yeh notice karege ki apke website per jo google ads appear ho rahe hai wo bhi Car se related hai.Ab apke website ke jo visitors hoge unko Car me bahut interest hoga to jahir sa baat hai ki unke dwara Car se related google ads ko click karna koi muskil nahi hoga aur apke website per google ads ko click karne ke chances bahut increase ho jaate hai.



Dusre jo bhi ads network hai wo itna targeted ads kabhi bhi serve nahi kar paate hai jab ki google adsense hamesha targeted Ads apke website per serve karta hai.Main sabhi logo se request karuga ki hamesha pane website per google ads hi lagaaye jiske dwara apko jyada se jyada earning mil paayege kyuki ads ko click hone ka chances bahut jyada increase ho jaayega.

-----------

ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE

ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE

ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE

LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE

APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

tag : Adsense click chances, google adsense hindi training in india,google ads clicking earning

No comments:

Post a Comment