Google Adsense me kaam kya karna hota hai?

`Google Adsense me kaam kya karna hota hai?Dear friend, Mujh se bahut saare log poochte hai ki Google Adsense me kaam kya karna hota hai?Main apko bata du ki Google Adsense me koi kaam nahi karna hota hai.Bus ek baar jab Google Ads ko apne website per daal dete hai to apka earning start ho jaata hai.Jab apke website visitor apke website per visit karte hai aur apke website content ko read karte hai to unki najar apke website per show ho rahe Google ads per parti hai aur uske baare me jaanne ke liye click karte hai.Jaise hi apke website visitors google ads ko click karte hai apko earning aana start ho jaata hai.


Yaha per apki earning apke website visitors ke dwara ho rahi hai.Bus apka kaam yeh hai ki bus ek baar aap Apne adsense code ko apne website ke html portion me paste kar dete hai aur apka website per google ads show hone lagte hai.Aap apne adsense account se Adsense ad code ko create kar sakte hai.Google Adsense dunia ka pehla aisa opportunity hai jaha bina kaam ke apko earning karne ka mauka milta hai.Jaha per dusre log apke liye paisa kamaane me madad karte hai aur wo log hai apke website visitors.

Jab aap raat me so rahe hote hai tab bhi yahi visitors apke liye paisa  banaate hai aur jab aap morning me jagte ho to aap apne adsense account me dekhte ho ki apne kal raat me kitne dollar earn kar liye hai.Google Adsense hame sleeping mode me bhi paisa kamaane ka mauka deta hai.


Google Adsense ke Hindi step by step training ke liye aap Mere Adsense Hindi DVD ka help le sakte hai.

-----------

ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE

ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE

ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE

LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE

APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE


No comments:

Post a Comment