Dear friends, Agar aap kisi website se Adsense ke liye apply
karna chahte hai to yaad rakhiye wo website aapka khud ka hona chahiye aur uss
website ke html portion me aapka pahuch hona chahiye.Aisa isliye kyuki jab
aapko Adsense approval mil jaayega to phir aapko Adsense code ko apne website
ke html portion me copy/paste karna parta hai.Agar aapka pahuch aapke website
ke html portion tak nahi hoga to phir aap adsense code copy/paste nahi kar
paayege aur uske chalte Google Ads aapke website per show nahi ho paayega.
Agar aapne content management system (for example , blogger)
ke dwara apna website create kiya hai aur aap Adsense ke liye apply karte samay
yeh website submit kar rahe ho to iska matlab yeh hai ki aapka pahuch uss
website ke html portion tak hai.
Agar aapke pass apna website nahi hai ya phir aapka website
javascript compatible nahi hai to niche diye gaye instruction ko follow kar ke
aap apne liye website bana sakte ho : -
a) Blogger system ke dwara aap apne liye ek new blog create
kar sake hai.Sabse acchi baat yeh hai ki jab aap blogger ke dwara blog create
karte hai to aapko Adsense code ko yaha per copy/paste karne ki jarurat nahi
hoti hai.
b) Blogger me bana-banaaya adsense ka gadget hai jaha per
simply aapko Adsense code ko paste karna hota hai aur uske baad Google Ads apke
blog per appear hona start ho jaata hai.
c) Agar aap apne youtube content ko monetize karna chahte hai
to iske liye aap youtube partner program ke liye apply kar sakte hai.Agar aapka
youtube channel pehle se hi monetization ke liye eligible hota hai to aap email
diye gaye instruction ko follow kar ke Adsense ke liye apply kar sakte hai.Actually
eligible youtube account ko youtube se automatic mail aata hai jisme Adsense me
apply karne ke baare me saare instruction diye gaye hote hai.Yaa phir aap
youtube interface me diye gaye instruction ko follow kar ke bhi Adsense ke liye
apply kar saket hai.
-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : google adsense own website,site own google adsense, you can apply for google adsense from own website, my own website for google adsense,always apply for google adsense from own website,google adsense sites, google adsense tutorials in india,how can i apply for google adsense from own website
No comments:
Post a Comment