Publisher Question-I want to create an tv serials and tv shows website. but before that i want to know that, is it adsense allow it for ads.

Explanation – Main ek TV serial and TV shows website banana chahta hu.Main yeh jaanna chahta hu ki kya aise website ko Adsense support karta hai? Kya main aise website per google ads show kar sakta hau?Main koi youtube video upload nahi karuga lekin keval apne website per youtube video share karuga jo TV serial waale log upload karte hai.Kya main aisa kar sakte hu?


Answer by Abhishek Anand – Dear friend, Adsense ke policy ke according hum koi bhi aise website ko monetize nahi kar sakte hai jis per copyright material ho.Aapke website per khud ke creat kiye hue content hone chahiye.Agar aap apne website per TV shows ke videos ko share karna chahte ho to phir apke pass uske copyright owner ka written permission hona chahiye.
Uske baad hi aap TV shows waale website ko monetize kar sakte ho aur Waise website ke liye Adsense application submit kar sakte ho.

-----------

ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE

ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE

ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE

LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE

APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

tag : can i placed adsense ad code on tv shows related website,tv shows related website Adsense ads,Adsense ads in tv shows related website, google adsense hindi training with Abhishek Anand

No comments:

Post a Comment