Explanation
– Jab maine
Google Adsense me apne payment ko check kiya to waha per likha hua aa raha hai
“Invalid Traffic - Adsense for content”.Iske chalte
koi problem to nahi hoga?
Answer by Abhishek Anand – Dear friend, ab aap apne adsense account me
invalid traffic se hue earning ko bhi check kar sakte hai.Yeh normal hai iske
chalte apko koi problem nahi hoga.Kisi bhi acche website me invalid traffic ka
kuch percentage jarur hota hai jiske dwara apko kuch earning ho sakta hai.Waise
invalid earning ko apke estimated earning me se deduct kar diya jaata hai aur
apke bache hue finalized earning ko payment ke roop me transfer kar diya jaata
hai.Iske chalte apko koi problem nahi hoga.
-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : adsense invalid traffic earning,adsense content earning from invalid traffic,invalid traffic in adsense,google adsense hindi training with Abhishek Anand
No comments:
Post a Comment