Explanation
– Mujhe Google Adsense se approval mil chuka hai lekin mere website per Google
Ads show nahi ho raha hai.Kya karu?
Answer by
Abhishek Anand – Dear friend, Agar apko Adsense se approval mil gaya hai
Adsense se to uske baad aap apne website per Adsense ad code daal sakte hai.Jab
pehli baar aap Adsense code apne website per daalte hai to 2nd
review process chalu ho jaata hai.2nd review process complete hone
me 3 week tak lag sakte hai lekin kabhi-kabhi yeh bahut jald hi complete ho
jaata hai.Apko abhi wait karna chahiye.Agar apka website Adsense ke saare
policy ko follow karta hai to jald hi apke website per google Ads appear hona
start ho jaayega.
-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : Adsense approved my application but ads are not showing my website,google Adsense in hindi,google adsense free hindi tutorials,google adsense related question and answers
No comments:
Post a Comment