Answer by Abhishek Anand – Dear friend, Agar youtube me apke
video kaphi acche hote hai aur kaphi log usko watch karte hai to jaahir sa baat
hai ki apki earning hi acchi hogi.Actually jab apka youtube channel kaphi
popular ho jaata hai to apko bahut saare network ka invitation aana start ho
jaata hai.Yeh network bhi youtube ke hi hote hai aur youtube ke sath kaphi had
tak inka partnership bhi hota hai.Yeh network apko jyada acchi earning dene ka
wada karte hai.Jab aap inke network me join ho jaate hai to waise condition me
apke youtube channel ka link apke adsense account se khatam ho jaata hai aur
unke network ke Adsense channel se link ho jaata hai jisko aapne join kiya hota
hai.
Agar aapne kisi network ko join kiya hai to apko payment ke liye uss
network per depend rehna hota hai jisko aapne join kiya hai.Dusre network me
join hone ke karna apke Adsense account me apke youtube ka koi bhi performance
ya earning nahi show hota hai.Apka payment wo network karte hai jisko apne join
kiya hota hai.-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : What i have to do if my adsense earning suddenly stop,google Adsense hindi training with Abhishek Anand,google adsenbse hindi training with Abhishek Anand
No comments:
Post a Comment