Explanation – Sir maine recently Adsense
ke liye application submit kiya hai lekin mujhe Adsense se ek message mil raha
hai “ I have an associated account that was approved already.” Lekin maine wo
account delete kar chuka hu aur aisa kiye bahut samay gujar chuka hai.Mera
pehle waal email id bhi active nahi hai.Main kya karu?
Abhishek Anand –
Dear friend, Adsense account ko close karne ka ek prodedure hota hai jisko
aapne ignore kar diya hai jiske chalte apko yeh problem face karna par raha
hai.Adsense account ko close karne ke liye apke Adsense account me hi setting
hota hai jaha se aap apne adsense account ko delete kar sakte ho.Uske baad apke
email id per confirmation mail aata hai jaha se apko confirm karna parta hai ki
aap apne Adsense account ko delete karna chahte ho.
Uske baad apke pending
earning balance ko apko transfer kar diya jaata hai aur isme thora sa time
lagta hai.Lekin apne yeh procedure nahi apnaya hai.
Abhi apko naye email
id se aur naye website ke madhyam se Adsense ke liye apply karna chahiye.Agar
ho sakte to aap Dusre ip address se yaani dusre computer se Adsense ke liye
apply kare jis se aapne pehle Adsense ke liye kabhi apply nahi kiya ho.
-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : i have apply for adsense account but i have already one adsense account associated, google Adsense hindi training with Abhishek Anand,if i have one adsense account can i apply for other adsense account, can i apply for multiple adsense account
No comments:
Post a Comment