Explanation – Main Adsense ke liye kaphi dino se application submit kar raha hu lekin 2nd review ke baad mujhe “insufficient content” bolkar mere application ko reject kar diya jaata hai.Mera website September 2014 ko start hua tha aur 6 month bhi complete ho chuke hai.Abhi main presently south-east Asia se belong karta hu.Mere website 30 se bhi jyada post hai.Saare posts me approx 1000 words ka use kiya gaya hai.Main currently apne blog website ko Amazon associates ke sath monetize kar raha hu.Mere saare post me affiliate link ka bhi use main karta hu.Mujhe kya karna chahiye?
Answer
by Abhishek Anand – Dear friend,Agar apke pass website hai aur aap Adsense ke
liye apply karna chahte hai to apke website per kam se kam 30-50 original post
hone chahiye jo bilcul unique ho aur logo ke liye helpful aur informational
ho.Agar aapne website 30-50 posts daale hue hai aur wo kahi se copied hai to
koi fayda nahi hone waala hai.Waise to Amazon associate program se apko koi
problem nahi hoga lekin main apko advice duga ki jab tak apko Adsense se
approval nahi mil jaata hai tab tak aap apne website ko Amazon associate ke
dwara monetize naa kare.Yeh meri apni soch hai.Ek baar apko Adsense se approval
mil jaayega to phir Amazon associate se monetize kar sakte hai apne website ko.
-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : Adsense disapproved my application because of "insufficient content",google adsense hindi training with Abhishek Anand,What is mean by insufficient content in adsense application,
No comments:
Post a Comment