Publisher question-Adsense se payment aane me late ho gaya

Explanation – Abhi 24 May ho chuka hai lekin abhi  tak mera payment nahi mil paaya hai.Pichle month mera payment 22 April ko issue ho gaya tha aur 24 April tak mere pass pahuch gaya tha.


Answer by Abhishek Anand – Dear friend, dont worry, jab aap Google Adsense ke payment schedule ke baare me read karege to usme saph-saph likha hua hai ki counry ke according apka payment aane me 1 week tak lag sakta hai kyuki bank ke bhi bahut saare process hota hai aur holidays bhi hote hai.Apka payment 22 May ko issue hua hai aur abhi keval 24 May hai.Abhi kam se kam aap 5 din wait to kijiye.Apak payment jarur apko mil jaayega.Kam se kam Adsense ko 1 week ka time jarur de kyuki apak payment dusre country se aa raha hai aur clear hone me time lag sakta hai.Yeh bilcul normat baat hai.


-----------

ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE

ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE

ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE

LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE

APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

tag : how to solve adsense payment late situation,how to handle adsense payment late situation,google adsense hindi tutorial with Abhishek anand,Abhishek Anand's google adsense hindi training

No comments:

Post a Comment