Explanation – Maine blogger ke dwara hosted Adsense account ke liye apply kiya tha.Baad me mujhe approval mil gaya.Abhi mere pass ek website hai jis per main google ads show karna chahta hu.Iske liye mujhe kya karna hoga?
Answer by Abhishek Anand – Dear friend, apke pass blogger se apply kiya hua Adsense ka hosted account hai.Agar aap apne Adsense ads ko apne naye website per lagaana chahte hai to sabse pehle apko apne Adsense account ko upgrade karna hoga.Upgrade karne ke liye aap apne naye website ko apne present Adsense account me submit kijiye.Agar apka website adsense ke saare policy ko follow karta hoga to apka hosted adsense account automatically upgrade ho jaayega aur uske baad aap Adsense code ko apne website ke HTML part me copy/paste karke apne naye website per google ads show kar paayege.
Yaad rakhiye naye website per Adsense code placed karne ke baad wo review ke 2nd stage me chala jaayega.Review process khatam hone ke baad hi apke website per google ads appear ho paayege.
-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : can i place adsense ads on other website if i have hosted adsense account,hosted adsense account,hosted adsense account place ads in other website,google adsense hindi training with Abhishek Anand

No comments:
Post a Comment