Publisher id aapke
Adsense account ka unique identifier hota hai.Aapke account ke security ke liye
aur aapke account specific details ko prapt karne ke liye aapse aapka publisher
id Google dwara maanga jaa sakta hai.Apne Adsense account me publisher id ko
search karne ke liye niche diye gaye steps ko follow kare –
a) Adsense account
me sign in kare
b) gear icon ko
click kare aur setting me jaaye
c) sidebar me
“account” me “account information” ko click kare
Iske alawa aapne
agar apne website me Adsense ad code ko placed kiya hua hai to phir aap apne
website ke html source me jaaye.Waha per bhi aap apne publisher id ko search
kar sakte hai.Aapka publisher id Html source me niche diye word ko search karne
se mil sakta hai.
Google-ad-client=”pub-xxxxxxxxxxxxxxxx”
-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : how to find google adsense publisher id, stgep to find google adsense publisher id, what is google adsense publisher id,know about google adsense publisher id,video tutorial about google adsense publisher id
No comments:
Post a Comment