Dear friends, agar aap apne adsense account me apne website
url ko change karna chahte hai to iske liye aapko dusra adsense account open
karne ka koi jarurat nahi hai.Aap simply Adsense ad code ko apne Adsense
account se create kijiye aur jis page per bhi aapko rakhna hai uske Html
portion me jaakar paste kar de waha per Google ads show hona start ho
jaayega.Bus ek baat ka khyaal rakhiyega ki jis website per bhi aap Adsense code
placed kare wo website Adsense program policy ko follow karna chahiye.
Maine dekha hai ki kuch log apne single website se Adsense ke
liye apply karte hai aur approval milne ke baad uske uper Google ads show karte
hai.Lekin jab unke pass multiple website hote hai to wo sabhi website per
Adsense ads show karne se ghabraate hai ki kahi unko Adsense account disable
nahi ho jaaye.
Main aapko bataana chahta hu ki isme ghabraane waali koi
baat nahi hai aap multiple website per Google ads show kar sakte hai. Iske liye
aapko apne Adsense account se adsense ad code create kar ke website per placed
karna hota hai aur bus ek baat ka khyaal rakhna hota hai ki aapke saare website
Adsense program policy ko follow kare.
-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : how to change website url in google adsense account,change website url in adsense account , video tutorial abount chaning website url in adsense account, step to change website url in adsense account
No comments:
Post a Comment