Google Adsense
account me site management ka feature hota hai jiske dwara aap apne bahut saare
sites ke list ko manage kar sakte hai aur yahi nahi iske dwara aap site related
actions perform kar sakte hai.For example : Site level blocking rule ko setup
karna.Agar aap apne sites ke uper site level blocking rule set karna chahte ho
to uske liye aapko apne owned sites ke list me uss site ko add kar ke rakhna
parta hai.for example : - aap apne site list me wo saare domains ko add kar ke
rakho jis per aapko domain level blocking rule setup karna hai.for example
domain example.com aur subdomain sports.example.com ko aap apne owned list me
add kar ke rakhna hoga tabhi aap uske uper site level blocking rule setup kar
paaoge.
Sites ke URL ko
format karna : -
Yeh bahut jaruri hai
ki aap site add karte samay correct url ko enter kijiye jis per aapko site
related blocking rule establish karna hai.Agar aapko poore domain me blocking
rule set up karna hai to aap ko enter karna hoga example.com site list me.Agar
aapne www.example.com ko apne owned site
list me add kiya hai to yeh poore domain ko affect bilcul nahi karega.Abhi bhi
aapke subdomain jaise sports.example.com per ads jarur show hoge.
-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : how to manage multiple sites into adsense account
No comments:
Post a Comment