Agar aap apne owned
list me apne sites ko add karna chahte hai to uske liye 2 tarika hai.pehla
tarika yeh hai ki aap apne sites ko one by one add kare aur dusra tarika yeh
hai ki aap Claim kar ke site ko add kare.
Sites ko Claim karne
ka matlab kya hota hai?
Jab aap apne sites
per Google ads ko show karte ho to wo site automatically Adsense account ke
claim list me add ho jaata hai.Agar aap Claim list se apne owned list me add
karna chahte ho to easiliy Claim list me jaakar waha se directly kar sakte
ho.Iske liye aapko poora url type karna ka koi jarurat nahi hota hai kyuki Url
to pehle se hi claim list me show ho raha hota hai.
Jis site per aap
google ads show kar rahe hote ho wo aapke account ke unclaimed list me show
hota hai.Site ko claim karne ke liye aapko niche diye gaye steps follow karne
chahiye : -
a) sabse pehle gear
icon ko click kijiye aur setting me jaaye
b) sidebar me “site
management” ko select kijiye
c) “unclaimed” sub
tab ko click kijiye
d) Domain aur
subdomain ke naam ke saamne ke “claim” button ko click kijiye
Site ko apne Adsense
account kaise add kiya jaata ha ?
Jo sites aapka apna
hota hai aur jis per abhi aapne adsense code nahi placed kiya hota hai usko
manually aap apne owned list me add kar sakte hai.Iske liye niche diye gaye
steps ko follow karna hoga : -
a) gear icon ko
click kijiye aur setting me jaaye
b) sidebar me “site
management” ko select kijiye
c) “Owned” tab ke
under me jaakar domain aur subdomain ko manually enter kijiye aur “add” ko
click kijiye.
-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : how to claim sites, how to add site into adsense account, how to claim sites into adsense account,video tutoiial about claiming new sites into adsense account
No comments:
Post a Comment