Mere
pyare dosto, Kabhi kabhi hamare saamne aise majboori aa jaata hai ki hame apne
Google Adsense payment ko HOLD per rakhna parta hai.
Hold per
rakhne ka matlab yeh hota hai ki abhi aap Google Adsense ko payment send karne
ke liye mana kar rahe hai.Agar aap apne google Adsense payment ko hold per
rakhna chahte hai to aap apna desire amount choose kar sakte.Apka income jaise
hi apke desire amount ko touch karega Google adsense apko payment send kar dega.
Google
Adsense payment ko hold per rakhne ke liye apko apne Adsense payment ka
Threshold ko increase karna parta hai. Aap apna payment Threshold kitna amount
bhi set kar sakte hai.Jaise hi apka Adsene payment apke desire threshold ko
touch karega Google Adsense apko payment send kar deta hai.
Apne
Google Adsense payment per hold rakhne ke liye niche diye gaye steps follow
kare : -
1) sabse
pehle right side me uper diye gaye GEAR button ko click kare.
2) Uske
baad Payment ko select kare.
3) "payment
setting" me jakar option "edit selfhold" ko click kare
4) uske
baad Apply button ko click kar de.
Agar apko
apne kisi bhi month ka payment hold per rakhna hai to yaad rakhiye 15 tarikh se
pehel yeh kaam kar le.Agar aap kisi bhi month me 15 din ke baad hold karege to
wo agle month ke liye applicable hoga.Yaad rakhiye aap apne Adsense payment per
1 year se jyada ka HOLD nahi rakh sakte hai.
tag : how
to hold adsense payment, what is hold in adsense account, hold my adsense
payment,what is the procedure for adsense payment hold,what is threshold, threshold
limit on Google Adsense, google Adsense best program
-----------
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
MY INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
WIN FREE ADSENSE DVD YAHA CLICK KARE
CHECK CUSTOMER TESTINOMIALS YAHA CLICK KARE
No comments:
Post a Comment