1) Address Verificaiton kya hota hai?
Google Adsense me apke account ke security ke liye apka Address verification karna jaruri hota hai.jab apka balance google adsense me verification threshold tak pahuch jaata hai to Google apko apke ghar ke address per PIN send karta hai. PIN milne ke baad apko pin number ko apne google adsense account me enter karna hota hai.Agar aap sahi sahi number enter kar dete ho to apka address verification complete ho jaata hai.jab tak apka address verification complete nahi hota tab tak Google adsense apko payment release nahi karti hai.
2) Mera PIN mere ghar ke address per kab aata hai????
Google Adsense me jab apka balance verification threshold tak pahuch jatata hai to tab PIN generate hota hai aur uske 3-5 din ke ander apke ghar ke address per deliver kar diya jaata hai.Apke country aur city ke according PIN ko aap tak pahuchne me 2-4 weeks lag sakte hai.
3) Hum apne Adsense account me PIN kab tak enter kar sakte hai?
Jab apka first PIN generate ho jaata hai to uske baad apko 6 month ke ander apne Adsense account me PIN enter kar dena hota hai.
4) Adsense accout me PIN kaha per enter karna hota hai?
Jab apko PIN se related mail apke ghar ke address per aata hai to uske ander saara instruction hota hai ki apko PIN kaha per enter karna hota hai.jab aap Adsense account login karte ho to apke desktop per bhi message display hote rehta hai aur apko PIN enter karne ke liye bolta hai.Waha per ek link hota hai "click here" usko click kijiye aur instruction ko follow kijiye.
5) Agar mera PIN mujhe mere ghar ke address per nahi milta to kya karna chahiye????
Jab apka first PIN generate hota hai to apke pass poore 6 month hote hai PIN enter karne ke liye.AGar kisi karna se apka PIN aap tak nahi pahuch paat hai to aap phir se 2 baar naye PIN ke liye request send kar sakte ho.Agar send kiya gaya last PIN bhi aap tak nahi pahuch paata hai to phir apko Google Adsense dwara apka official document, id proof ya voter id card ya bank account statement ka scan copy upload karne ke liye kaha jaata hai.
6) Kya hum official docukent ya id proof send kar sakte hai?
Haan bilcul jab send kiya gaya last PIN bhi apko nahi milta hai google adsense se to phir apko apka official document ya address id proof send karne ke liye kaha jaata hai.
Hamesha yaad rakhiye kabhi bhi galat PIN enter naa kare otherwiswe apke website per show ho rahe google ads ko block kar diya jaata hai.
-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
MY INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : how to enter pin in google adsense, google adsense pin related problem,pin information in google adsense,google adsense in hindi, learn google adsense in hindi,video tutorial about adsense pin,question answer about adsense pin

No comments:
Post a Comment