Agar apke pass bahut saare website hai aur aap apne sabhi sites per google ads show karna chahte hai to apko iske liye apko bahut saare google adsense account banane ka koi jarurat nahi hai.Generally log ek galti karte hai.Jis website se aap Google adsense ke liye apply karte hai aap uss website me to google ads code place kar dete hai lekin kuch log yeh sochte hai ki hame alag-alag sites se baar baar google adsense account ke liye apply karna parega.Lekin aisa jo sochte hai wo galat hai.AGar apke pass ek Google Adsense account hai to aap apne sabhi website per Google ads code placed kar sakte hai.iske liye apko alag-alag adsense account banane ka jaruat nahi hai.
Jab aap apne dusre website per google ads code placed karte ho to Google adsense automatically jaan jaata hai ki apne apne dusre sites per Google ads code placed kar diya hai.Iske liye apko Google Adsense ko batane ka koi jarurat nahi hota hai.Google Adsense automatically uss sites ko bhi apke adsense account me associate kar deta hai jis per aapne ads code placed kiya hai.
Apke pass jitne bhi website hai uss sabhi per aap Ads code placed kar ke Google ads how karwa sakte hai.Iske liye apko Google adsense ke liye permission lene ka koi jarurat nahi hai.Lekin yaad rahe aap keval waise website per hi Google ads code placed kar jo Google Adsense policy ko follow karta ho.Agar apke website per future me koi bhi issue hoga to Google adsense team apko jarur suchit karega.
Yaad rakhiye apke Google Adsense account me ek "authorized sites" feature hota hai.AGar aap "Authorized sites" feature ko use karte hai to apko apne saare website ke URL one by one "Allowed sites" me add karna hota hai.AGar aap aisa nahi karte to apko apke sites se koi bhi income nahi mil paata hai.Yeh apke uper depend karta hai ki aap Authorized sites feature ko use karte hai ya nahi.
-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
MY INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : how to add more site on adsense account, adsense authorized sites feature,learn about adsense authorized sites feature,learn about adsense allowed sites feature,learn more about how to add more sites in adsense account,google adsense hindi training, learn google adsense in hindi,google adsense hindi tutorial,free google adsense hindi tutorial

No comments:
Post a Comment