Kya main Apne blog ko change kar sakta hu? – Question

Publisher Question : - Maine Adsense ke liye apply kiya tha aur apply karte samay maine apne blog website ko submit kiya tha lekin kisi reason se wo reject ho gaya.Main ab apne blog website ko change karna chahta hu lekin waha change karne ka option nahi aa raha hai.Main ab kya karu???????

Answer by Abhishek Anand – Apke pass yaha 2  tarika hai : -
1) aapne jo blog website submit kiya hai Adsense application me usme hi kuch modification kare taaki apka Adsense application approved ho jaaye.Aisa tabhi hoga jab apka blog website Adsense ke saare policy se comply karega.


2) Agar aap Adsense application me diye gaye blog website ko change karna chahte hai to apka dusre gmail id se phir se Adsense ke liye apply karna hoga kyuki ek baar jab aap adsense application me koi blog website submit kar dete ho to usko aap change nahi kar sakte ho.Iske liye apko naye email id se phir se Adsense ke liye apply karna hota hai.



-----------

ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE

ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE

ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE

LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE

APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

tag : how to change blog address in adsense application,step to change blog website in adsense application, video tutorial about changing blog address in adsense application, how to change website in adsense application,step to change website address in Adsense application

No comments:

Post a Comment