Adsense for youtube related question

Question : - Main apne Youtube video ko monetize karna chahta tha lekin mujhe proper idea nahi tha isliye maine sabse pehle website ke madhyam se Adsense ke liye apply kiya.Uske baad maine phir se youtube ke madhyam se Adsense ke liye apply kiya lekin mujhe Google se message mila ki abhi mera application pending hai.Aisa kyu ho raha hai?

Answer by Abhishek Anand – Dear friend, Agar aap apne youtube video ko monetize karna chahte the tab apko sabse pehle apne youtube channel se Adsense ke liye apply karna chahiye tha lekin apne galti kiya aur website ke madhyam se apply kar diya.Abhi jab tak apka application approved ya disapproved nahi ho jaata hai apko wait karna hoga.

Ek dusra tarika bhi hai agar aap keval apne youtube video ko monetize karna chahte hai to phir Youtube se apply kare aur apply karte samay naye gmail id ka upyog kare.Iske dwara apka problem solve ho jaayega.


-----------

ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE

ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE

ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE

LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE

APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE


No comments:

Post a Comment