Question : - Maine Adsense ke liye apply karte samay ek site
submit kiya tha lekin kuch problem ke chalte mera Adsense account approve nahi
ho paa raha hai.Main ab naya site submit karna chahta hu.Kya main old site ko
remove karke naya site submit kar sakta hu???????
Answer by Abhishek Anand : - Apne ek baar jo site submit
kiya hai usko aap badal nahi sakte hai.Main apke submitted site ko dekh paa
raha hu.apne waha per apna profile link submit kar diya hai jo ki galat hai.Aap
keval top level domain hi submit kar sakte hai.Agar aap phir se dobara koi site
submit karna chahte hai to apko phir se dusre gmail id se yeh karna hoga.
Dusra gmail account create kijiye aur phir naye site ke sath
phir se aap Adsense ke liye online form fill-up kar sakte hai.
-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : adsense application remove old site and enter new site, how to add new site for adsense approval, google adsense hindi training, adsense training with Abhishek Anand,
No comments:
Post a Comment