Publisher Question-Display Hindi Ad units in Adsense enable site

Explanation : - Kuch din pehle mujhe Google Adsense se message mila tha ki main apne website per Hindi Google ads show kar sakta hu.Mere website per jyadatar traffic India se hi aata hai isliye main chahta hu ki mere website Hindi Google ads display ho.Mujhe pata nahi hai ki kaise main apne website per Hindi Ad unit laga sakta hu.please help kare.


Answer by Abhishek Anand – Dear friend, Agar aap apne website per Hindi Google ads show karna chahte hai to iske liye apko alag se effort lagaane ki koi jarurat nahi hai.Agar apke website ka content Hindi me hoga to apne aap aapke website per Hindi google ads show hona start ho jaayega.yeh sab automatically hota hai iske liye apko alag se Adsense unit daalne ka jarurat nahi hai.Agar apka website content Hindi language me hoga to khud hi Adsense crawler usko samajh leta hai aur uske anusaar apke website per Google Ads show karwaata hai.


-----------

ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE

ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE

ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE

LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE

APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

tag - how to display hindi ads on my website, how to show hindi google ads on website,website google hindi ads, what is hindi google ads, step to show hindi google ads on website, videi tutorial about hindi google ads, full information about hind google ads

No comments:

Post a Comment