Agar aapne Adsense ke liye application submit kiya hua hai
aur kisi reason se ab aap isko cancel karna chahte hai to iske liye kuch baato
ka khyaal rakhe : -
a) Agar aapko ek email mila hai jisme aapko bataya gaya hai ki aapka adsense application approved ho gaya hai to aap ko apna
adsense application cancel karne ke liye kuch instruction follow karna parta
hai.
b) Agar aapne Adsense application submit kiya hai aur aapko
abhi tak adsense team se koi mail receive nahi hua hai jisme aapko bataya gaya
hai ki aapka Adsense application approved hua hai ya nahi.Aise case me aapko
tab tak wait karna chahiye jab tak apko
Google ke dwara mail kar ke yeh bata diya nahi jaata hai ki aapka Adsense
application approved hua hai ya nahi.
c) Agar aapko ek mail aaya hai jisme aapko bataya gaya hai
ki aapka Adsense application disapproved ho gaya hai.Aise case me aapko Adsense
application cancel karne ke liye koi bhi extra effort karne ki jaruat nahi hai
kyuki aapka Adsense application cancel ho gaya hai aur aap apne website me
jarurui changes karke phir se Adsense ke liye apply kar sakte hai.
-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : how to cancel google adsense application, adsense application cancellation process, video tutorial about adsense application cancellation,step to cancel adsense application, troubleshooting adsense application cancellation,online adsense application cancellation,cancel the adsense application,cancellation procedure of adsense application,how much time taking for cancellation of adsense application,how to apply for new adsense account after cancellation of old adsense application
No comments:
Post a Comment